Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika
Youtube duniya ki sabse popular video sharing site he yah google ki ek free service he esme rojana puri duniya se hjaro log apne video upload karte he or dusre logo dvara upload kiye gye video ko dekhte he.
me aapko youtube par video upload karne ka tarika bta rha hu es post me
Me apni pichli post mebta chuka hu ki Youtube video ko download kaise kre aaj ki post me me aapko youtube par video upload karne ke bare me btaunga.
Youtube Par Video Upload Kaise Kare
Step 1 >>
Sabse pahle www.youtube.com site ko open kre or apni gmail id se login kre
Gmail id kaise bnaye puri jankari hindi me
Step 2 >>
Ab diye gye screenshot ke ansar upload botton par click kre
Step 3 >>
Step 4 >>
File select karte hi aapke samne video uploading ki process % me show hogi uske thik dayi or ek publish ka botton hota he uploading ka process pura hote hi publish botton par click kar de.
Video upload hote hi aapko apne video ki ek url mil jayegi jise aap save kar le
Ab aap kabhi bhi apne video ko dekh sakte he youtube par
youtube par video upload karne ka tarika kaisa lga aapko comment me jrur bataye ab aapka video puri duniya ke samne publish ho jayega duniya ka koi bhi banda aapka video search karke dekh payega.
youtube par video upload karne ka tarika kaisa lga aapko comment me jrur bataye ab aapka video puri duniya ke samne publish ho jayega duniya ka koi bhi banda aapka video search karke dekh payega.
4 comments