NUUP Mobile Banking – USSD Code Se Bank Balance Kaise Check Kare
Digital India ke es yug me me aapko mobile se bank balance Karne ka ek new tarika bta rha hu
jisse aap Kisi bhi mobile se es suvidha ka labh le sakenge .
Me Jo tarika aaj bta rha usko aap Kisi bhi type ke mobile me use kar sakte he.
jaise koi bhi simple mobile ho sakta he jisme internet ki suvidha bhi nhi ho
Without Internet Ke USSD Banking Se Bank Balance Check Karne Ka Tarika
sabse Pahle jis bank me aapka account he usme jo mobile no
diya gya he us mobile se *99# dail kare
Dail karne ke bad aapke samne
usme aapko apni bank ke 3 letters type karne he bank sort name ke
For example
* sbi for state bank off india
* ici for icici bank
* Uco for uco bank
* bob for bank off baroda
* boi for bank off india
ye type karne ke bad aapko send par click karna he.
jyada better samjne ke liye screenshot dekhiye
Sort Name send karne ke bad agla step me jo massage show hoga usme
sabse 1st option me Account Balance ka option milega
aapko reply me 1 type karke send karna he screenshot dekhiye
1 type karke send karte hi aapko aapne bank account balance ki jankari mil jayegi
or aapko aapke no par ek sms bhi bhej diya jayega
* Paytm Se Bank Me Paise Kaise Transfer Kare
* 10 Rupay Ka Free Recharge Kaise Kare True Balance Application Se
ye mere account balance ke massage ka screenshot he
Es Tarike se aap apne bank balance check karne ke alava
* Mini Statment
* Sent Money Using MMID
* Sent Money Using IFSC
En sewao ka bhi labh le sakte he.
agar aapko koi problem aaye to aap mere youtube video ko dekhkar bhi ye
sab kar sakte he
No comments