Internet Speed Kaise Check Kare ??
ese mai aap kai baar sochte hai ki apne area me konsa operator kitni speed deta hai to aayiye sikhte hai internet speed check karna..Speed test karne ki bahut sari website hai jinke madhyam se hum speed test kar sakte hai jinme se yha ham ek website se speed test karke dekhte hai.
Internet Speed Test Karne Ka Tarika
Step: 1
Step: 2
Step: 3
Speed test ki website open hone ke baad ab aapko “Go” button par click karna hai es button par click karte hi aapko aapke internet ki speed show hone lag jayegi.
Esme aapko downloading or uploading dono speed dikhayi degi eske alawa esme ping bhi bataya jayegaa.
To dosto yah thi choti si jankari yadi aapko yah jankari acchi lagi ho to es post ko like or share karna mat bhulna.
Net Speed Pta Karne Or Tarika
ab me aapko net speed pta lagane ki dusri website ke bare me bata rha hu sabse pahle aap apne internet search engine me search kare fast.com
ab aapko es website ko jaise hi open karenge to aapke samne ek metter show hoga or uske sath aapki net speed live dikhegi
ye aap image me dekh sakte hai meri internet speed show ho rhi hai yha aapki speed kam jyada hoti rahegi or ye aapki live net speed show karegi .
to ab aapko internet speed kaise check kare eske bare me jankari mil gyi hogi post ke bare me comment jrur kare.
1 comment