How To Monetize Youtube Videos in Android Mobile in Hindi
Youtube video monetize ke bare me me aapko kuch jankari dena chahta hu .
me aapko aaj btaunga ki aap youtube video monetize kaise kare .
Youtube Creator Studio Application Se Video Monetization Karne Ka Full Process
Step.1
Sabse pahle play store me jaye or “youtube creator studio” app search kare or install kare
Direct install karne ke liye Download par click kare or play store select kare
Step. 2
Ab apne youtube account se login kare or fir Video par click kare or fir uske samne ek pan ka icon show hoga usper click kare edit video option par jaye
* Computer Me Youtube Video Download Kaise Kare
* Youtube Video SD Card Me Save Kaise Kare
Step. 3
Ab jab aap edit video option me pahuch jayenge tab aapke samne basic info or monetization ka option aayega aapko monetization ke option par click karna he jab aap click kar dete ho to aapko screenshot me jaisa dikh rha he use type ka page open hoga.
Ab monetize with ads ke samne dikh rhe button par click karke aapko video par ads on karne he uske niche kuch or format nagar aa rhe he jinme btaya gya he ki aapko kis type ke ads dikhane he apne video par aap apni pasand ke hisab se unko select kar sakte ho.
Display ads
Overlay ads
Sponsored card
Skippable video ads
Overlay ads
Sponsored card
Skippable video ads
aapko ye sab ads ke type milenge jinme se aapko apni select karna he.
Or fir sabse last me “Save ” ke option par click karna he.
kuch time bad jab aap apne video ko refresh kroge ko vha par green colour ka $ show hoga tab aapka video monetize ho gya hoga.
Watch my video monetize your videos on your youtube channel.
agar aapko koi problem aaye to aap comment karke btaye me aapki help krunga.
* Youtube Traffic Report Kaise Check Kare Smartphone Me
* Play Online Quiz And Win Rs 10 Free Mobile Recharge
Also read –
PMEGP Yojana kya hai full detail in hindi
2 comments