Hello Dosto Kaise ho aap Ummid karta hu Aap Sab Acche Honge, to Main phir se hajir se Ek Aur New Jankari Ke sath Jisme main Aapko bataunga ki Kaise aap Apne Laptop, Computer Se Bluetooth Eyerphone Ko Connect Karte hai.
Ji Ha Sahi padha aapne Agar aap Apne Bluetooth Eyerphone ko Computer se Connect karna chahte hai aur Koi Problam se Connect nahin kar pa rhe hai to mai aapko Aisi Trick bataunga Jisse Padh kar aap Bahut hi Aasani se Computer me Bluetooth Eyerphone ko Connect Kar Payenge.

- Facebook Send Friend Request Ko Cancel Kaise Kare
- WhatsApp Ke Personal Chat Ko Lock Kaise Kare
Contents
- 1 Computer Me Bluetooth Eyerphone Ko Connect Kyu Karte hai. ?
- 2 Computer Me Bluetooth Eyerphone Ko Connect Kaise Kare.
- 2.1 Step :1 Soundwire Served Software Download Kare.
- 2.2 Step 2: Soundwire Server me Speaker And Headphone Select kare.
- 2.3 Step 3: Soundwire Server Apps Install kare.
- 2.4 Step 4: Wifi Connect kare.
- 2.5 Step 5: Soundwire Server Connect kare.
- 2.6 Step 6: Server Connected Successful.
Computer Me Bluetooth Eyerphone Ko Connect Kyu Karte hai. ?
Babut bar hamare laptop Computer ka Speaker Kharab ho jata hai to aise me ham eyerphone ko laptop se Connect karke use karte hai, aur aaj Kal Eyer phone Bluetooth wala aa rha hai jisko Connect karne ke liye hamare Laptop Computer me Bluetooth hona zaruri hota hai,
Aise me bahut bar Computer Me Bluetooth work nahin karta jiske wajha uss Samya ham eyerphone ko Connect nahin kar pate hai, to ussi Problam ko Solved Karne ke liye jo Trick mai aapko bata rha hu Uski madad se Aap Apne Computer me Bluetooth Eyerphone Ko Connect kar sakte hai.
Computer Me Bluetooth Eyerphone Ko Connect Kaise Kare.
Step :1 Soundwire Served Software Download Kare.
Sabse pahle aap Niche Diye gye link ko Open karke Soundwire Server Software ko Download karke Computer Me Install kare.
Download Soundwire Server Software.
Step 2: Soundwire Server me Speaker And Headphone Select kare.
Soundwire Server Software Install karne ke baad Open kare Aur Input Select: me Speakers And HeadPhones Select kare, aur apna Server Addsress Dekhe.

- YouTube Video Ko Background Me Play Kaise Kare
- MicroSoft Office Me Password Kaise Lagaye
Step 3: Soundwire Server Apps Install kare.
Ab aap Apne Mobile me Play Store se Soundwire Server Apps Install kare. Aap niche diye gya Download button par click karke Install kar sakte hai.

Step 4: Wifi Connect kare.
Ab aap apne Mobile se Us Laptop ko Internet Wi-fi se Connect kare. Jisme aap Eyerphone connect karna chahte hai. aur Mobile se Eyerphone ko Connect kare.
Step 5: Soundwire Server Connect kare.
Ab apne Mobile Apps ko Open kare aur soundwire Software me Jo Server Address show ho rha hai usko Apps me Submit karke Soundwire Apps ke Biche me Logo Par click kare.

Step 6: Server Connected Successful.
Ab aapka Bluetooth eyerphone Computer se Connect ho chukka hai.

To Is Traha se aap Computer Me Bluetooth Eyerphone Ko Connect kar sakte hai aur bahut hi Aasani se use kar sakte hai. agar aap Mobile me Eyerphone use nahin karte hai to Mobile ka Speaker use hone lagega.
Note :– Jab aap Computer Me Bluetooth Eyerphone ko connect karke use kar rhe honge aur us time Laptop me bhi Sound Work kare to Laptop ka Volume Sound kam kar dijiye.
To ab aap mujhe Niche Comment box me comment karke bataiye ki Ye Jankari aapko kaisa laga, aur Aise hi New New Jankari Facebook par pane ke liye Facebook Page ko Like aur Facebook Group ko Join kare.
Read More Post Also :–
- Bina Number Save Kiye WhatsApp Massages Kaise Bheje ( 2 Method)
- Android Mobile Me Long ScreenShot Kaise Lete Hai
- Aay Jaati Niwas Online Apply Kaise Kare
- Android Apps Ka Naam Aur Icon Change Kaise Kare
- Computer Aur Android Mobile Ki Full Information Check Kaise Kare
Leave a Reply